Charasaaz / Charasazi Meaning in Hindi
रासाज़ मूल रूप से उर्दू भाषा का शब्द है जिसका प्रयोग बहुतयात तौर पर उर्दू शायरी में किया जाता है। चारासाज़ का हिंदी में अर्थ होता है “इलाज करने वाला”। वह व्यक्ति जो किसी बीमार का इलाज करता है को “चारासाज़” कहा जाता है। चारासाज़ को अंग्रेजी भाषा में डॉक्टर तथा हिंदी भाषा चिकित्सक कहा जाता है।
चारासाज़ इलाज करने वाला होता है तथा इलाज करने की प्रक्रिया को चारासाज़ी कहा जाता है। यह शब्द उर्दू के महान शायरों ने अपनी शायरी में सम्मिलित किया है। उदाहरण के तौर पर हम उर्दू के महान शायर जॉन एलिया का नाम ले सकते हैं जिनकी एक शायरी इस प्रकार है : “चरासाज़ों की चारासाज़ी से दर्द बदनाम तो नही होगा… दवा देदो लेकिन ये बता दो… आराम तो नही होगा…”
Charasaaz / Charasazi Meaning in Romanized Hindi
Rasaaz mool roop se Urdu bhasha ka shabd hai jiska prayog bahutayat taur par Urdu shayari mein kiya jata hai. Chaaraasaaz ka Hindi mein arth hota hai “ilaaj karne wala”. Vah vyakti jo kisi bimari ka ilaaj karta hai ko “chaaraasaaz” kaha jata hai. Chaaraasaaz ko angrezi bhasha mein doctor tatha Hindi bhasha mein chikitsak kaha jata hai.
Chaaraasaaz ilaaj karne wala hota hai tatha ilaaj karne ki prakriya ko chaaraasaazi kaha jata hai. Yah shabd Urdu ke mahaan shayaron ne apni shayari mein sammilit kiya hai. Udaaharan ke taur par hum Urdu ke mahaan shayar Jaun Elia ka naam le sakte hain jinki ek shayari is prakar hai: “Charaasaazon ki chaaraasaazi se dard badnaam to nahi hoga… Dawa dedo lekin ye bata do… Aaram to nahi hoga…”